Mein mandir jata hon
Tu Mazar jata hai
Mein Prasad khata hon
Tu Lungar khata hai
Mein Nariyal charhata hon
Tu chadar charhata hai
Mein Ashirvad leta hon
Tu Muraad leta hai
Mein haath jodta hon
Tu matha tekta hai
Meri bhi bigri ban jati hai
Teri bhi muraad bhar ati hai
Jab koi farq hai nahi
To tera mera bhagwan alag kyun hai?
Tere Nabi toh masjid jate thay,
Phir Tu Mazar kyun jata hai?
Tere Nabi ne toh dua ke liye uper haath uthaye
To Tu kyun Qabr se chimat ta hai?
tere nabi ne toh sirf apne Allah se manga
tu kyun mazaron se sar phorta hai?
Itna bata de ke agar
Mein kafir hon to phir tu kaon hai?
Tu Mazar jata hai
Mein Prasad khata hon
Tu Lungar khata hai
Mein Nariyal charhata hon
Tu chadar charhata hai
Mein Ashirvad leta hon
Tu Muraad leta hai
Mein haath jodta hon
Tu matha tekta hai
Meri bhi bigri ban jati hai
Teri bhi muraad bhar ati hai
Jab koi farq hai nahi
To tera mera bhagwan alag kyun hai?
Tere Nabi toh masjid jate thay,
Phir Tu Mazar kyun jata hai?
Tere Nabi ne toh dua ke liye uper haath uthaye
To Tu kyun Qabr se chimat ta hai?
tere nabi ne toh sirf apne Allah se manga
tu kyun mazaron se sar phorta hai?
Itna bata de ke agar
Mein kafir hon to phir tu kaon hai?
No comments:
Post a Comment